ABC Complex, 765, Kanpur - Lucknow Rd, Sardari Khera, Sujanpura, Alambagh, Lucknow, Uttar Pradesh 226005, India
Ajanta Hospital and IVF Centre is a General hospital located at ABC Complex, 765, Kanpur - Lucknow Rd, Sardari Khera, Sujanpura, Alambagh, Lucknow, Uttar Pradesh 226005, India. It has received 2278 reviews with an average rating of 4.5 stars.
Monday | Open 24 hours |
---|---|
Tuesday | Open 24 hours |
Wednesday | Open 24 hours |
Thursday | Open 24 hours |
Friday | Open 24 hours |
Saturday | Open 24 hours |
Sunday | Open 24 hours |
The address of Ajanta Hospital and IVF Centre: ABC Complex, 765, Kanpur - Lucknow Rd, Sardari Khera, Sujanpura, Alambagh, Lucknow, Uttar Pradesh 226005, India
Ajanta Hospital and IVF Centre has 4.5 stars from 2278 reviews
General hospital
"21 मई की रात 8 बजे जब मैं(राणा प्रताप दूबे)अजन्ता हॉस्पिटल के इमरजेंसी वार्ड में अपना gall Bladder के ट्रीटमेंट के लिये गया तो वहाँ उपस्थित डॉक्टर ने मेरी रिपोर्ट (ct scan lung एवम ct abdomen) देखने के उपरांत उन्होंने Dr Anil Khanna को फोन मिलाया और उन्होंने ने फोन पर पूछा कि तुम क्या करते हो कोई मेडिकल इन्शुरन्स है और उसके पश्चात उन्होंने कहा कि 80 हज़ार आपरेशन का लगेगा और 1 लाख दवा का लगेगा औऱ अन्य चार्ज मिलाकर कुल 2"
"लूट का अड्डा,,यहां पर डरा कर आपके मरीज को जबरदस्ती ICU में भर्ती किया जाएगा और एक लम्बा बिल बनाया जायेगा, यहां डॉक्टर, नर्स, स्वीपर सभी मिले हुए हैं, Dr Khanna के द्वारा सभी स्टाफ को एक टारगेट दिया गया है कि आए हुए मरीज का ज्यादा से ज्यादा बिल बनवाना है,अगर नहीं होता तो स्टाफ की नौकरी गई, ।।गलती से भी इस अस्पताल में मत जाइए,,आने के पहले आस पास किसी भी दुकान या कालोनी में रहने वाले से इस अस्पताल के बारे में पूछे,,आपको लोग इनके लिए भद्दी गली ही बोलेंगे।।कृपया मरीज को घर पर रख ले,, पर इन सफेद कोट लुटेरों के पास मत लाए।।।"
"Regarding Dr Sudhir Kumar Tiwari 's meri wife 9 February ko admit thi sabhi test hua tha lakin doctor ne bola koi problem nahi hai april me meri wife ka problem hua jo test ajanta me hua to Wahi test hamne dusre doctor ko dikhaya usne kha gal blader me pathari hai lakin ajanta ke doctor ne hame nahi batya jiski wajha se bahut perasani ho rahi hai pahale batya hota to usi samay operation on karwa lete"
"Dr"
"Hospital me sab kuch accha hai mgr ek sister h Jo unka behaviour bilkul bhi accha nhi h"
21 मई की रात 8 बजे जब मैं(राणा प्रताप दूबे)अजन्ता हॉस्पिटल के इमरजेंसी वार्ड में अपना gall Bladder के ट्रीटमेंट के लिये गया तो वहाँ उपस्थित डॉक्टर ने मेरी रिपोर्ट (ct scan lung एवम ct abdomen) देखने के उपरांत उन्होंने Dr Anil Khanna को फोन मिलाया और उन्होंने ने फोन पर पूछा कि तुम क्या करते हो कोई मेडिकल इन्शुरन्स है और उसके पश्चात उन्होंने कहा कि 80 हज़ार आपरेशन का लगेगा और 1 लाख दवा का लगेगा औऱ अन्य चार्ज मिलाकर कुल 2.5 लाख का ख़र्चा आएगा लेकिन ये ख़र्च करने को कोई फायदा नही है क्योंकि तुम नही बचोगे इसलिए हम तुम्हे अपने यँहा भर्ती नही करेंगे और यँहा से निकल जाओ और जा के मेडिकल कॉलेज भर्ती हो जाओ तब मैंने अपने मित्र हिमांशु शुक्ला जी और दानिश हाशमी जीको फोन किया तो उन्होंने तत्काल मेदान्ता के डायरेक्टर R. K.Kapoor ji को फोन किया औऱ रात्रि 9 बजे मैं मेदान्ता में भर्ती हो गया जहाँ Dr. आनंद प्रकाश पांडे जी(director-institue of digestive&hepatobiliaryscience)ने मेरा ट्रीटमेंट किया और मैं 29th May को स्वस्थहो कर घर वापस आ गया।During Recovery Period at Medanta hospital Initiative family fully support me to come out trauma I have received from Anjanta hospital.Special thanks to my Director Vivekanand Khatri ji and my colleague Mr. Aman kanojiya.अजन्ता हॉस्पिटल का काम केवल मेडिकल insurance claim की ठगी करना है। जितना क्लेम हो मरीज का उतने रुपयों तक मरीज को चूसना और फिर निकाल कर फेंक देना।
लूट का अड्डा,,यहां पर डरा कर आपके मरीज को जबरदस्ती ICU में भर्ती किया जाएगा और एक लम्बा बिल बनाया जायेगा, यहां डॉक्टर, नर्स, स्वीपर सभी मिले हुए हैं, Dr Khanna के द्वारा सभी स्टाफ को एक टारगेट दिया गया है कि आए हुए मरीज का ज्यादा से ज्यादा बिल बनवाना है,अगर नहीं होता तो स्टाफ की नौकरी गई, ।।गलती से भी इस अस्पताल में मत जाइए,,आने के पहले आस पास किसी भी दुकान या कालोनी में रहने वाले से इस अस्पताल के बारे में पूछे,,आपको लोग इनके लिए भद्दी गली ही बोलेंगे।।कृपया मरीज को घर पर रख ले,, पर इन सफेद कोट लुटेरों के पास मत लाए।।।
Regarding Dr Sudhir Kumar Tiwari 's meri wife 9 February ko admit thi sabhi test hua tha lakin doctor ne bola koi problem nahi hai april me meri wife ka problem hua jo test ajanta me hua to Wahi test hamne dusre doctor ko dikhaya usne kha gal blader me pathari hai lakin ajanta ke doctor ne hame nahi batya jiski wajha se bahut perasani ho rahi hai pahale batya hota to usi samay operation on karwa lete
Dr. Gita khanna ma'am ka emergency Management bahut hi achha laga bahut achhe see patient ki critical condition dekhte hue turant action liya Gaya aur patient aur baby ki life save ki. Yahan per hamesha dekhbhal bahut achhi milti hai aur NICU care bhi uplabdh jisse newborn baby ki turant achha treatment Mila. Thanks to all ajanta team. Patient Bhawna rawat ☺️
Hospital me sab kuch accha hai mgr ek sister h Jo unka behaviour bilkul bhi accha nhi h.mere bacche k hath me veeko lga wo bilkul theek tha. Mgr jb sister ne medicine fill bhut zor se ki toh uska veeko khrb ho gya. Unka attitude accha nhi h. Her smy gusse me rhti h. Dursa veeko lgaane me mere bacche ka bhut blood flow ho gya tha.unka naam h sakshi rajput.
Dr. Geeta khanna mam ka treatment aur swabhaav hamein bahut achha laga. Sabhi logon ne achhe se hamare mareez ki dekhbhal ki aur yahan per sabhi service bahut hi achhi hai. Jis ke karan hamare mareez ko behtar ilaj mila aur koi takleef nhi hui. Ham sabhi staff aur mam ko dhanyavaad dete hain. Ishwar se unke achhe bhawishya ki kaamna karte hain.
Ajanta hospital mein mujhe behtar dekhbhal aur suvidhayen prapt huin. Sabhi staff ne achha kaam aur sahyog kiya . Ham unke abhari hain . Dr. Abhishek Shukla bahut achhe cardiologist hain. Unka vyavhar bahut shaleen hai. Hamein yahan ilaaj mein koi bhi kathinai nhi hui. Sabhi ko bahut bahut dhanyawad.
Ham yahan ke ilaaj dekh bhal aur sabhi suvidhaon se santusht hai. Dr. Gita Khanna ma'am aur yahan sabhi doctors aur nurses ne achhi dekh bhal ki . Hospital mein saaf safai bahut achhe se hoti Hain. Marizon tatha teemaardar ke liye uoch vyavastha rahti hai. Aap ka din shubh ho. Dhanyawad.
Dr. A.K. Awasthi sir aur Dr. Arun kumar singh ke treatment se ham purn roop se santusht hain. ajanta hospital mein bahut saaf safai rahti hai aur patient ki khas taur pe dekh bhal ki kati hai. hamare mareez ko ajanta ane per turant ilaj mila tha. bilkul bhi bhag daur nhi karni pari thi.
मैं आज अपने फादर इन लॉ का ऑपरेशन dr Khanna जी के द्वारा सफलता पूर्वक किए जाने के लिए आभार व्यक्त करता हूं। Hosp के लिए बनाए गए सिस्टम में हेल्प डेस्क की महत्वपूर्ण भूमिका रही। एक नए आगंतुक के लिए पेशेंट कोडिनेटर बहुत जरूरी है। अजंता के सभी कार्मिकों को दिल से आभार। जय हिंद जय भारत।
hospital aur Dr. Gita Khanna mam ke treatment se ham Bahut zyada Santusht hain. Jaisa ilaaj dekhbhal yahan uplabdh hai wo aur kahin nhi hai. Ham Dr. Gita Khanna mam, unki team tatha hospital ke sabhi karamchariyon ko dil se dhanyavad kahte hain. I extremely recommend to all.
Dr. Geeta khanna aur unki puri team aur khas kar nursing staff se main aur Mera pura pariwar bahut khush hain. In sab ne hamara bahut sahyog kiya mere mareez ki jaan bachai aur fir se ek nai zindagi di .ham Dr. Geet khanna mam aur unki … ज़्यादा
Ajanta hospital ki sari suvidhayen bahut achhi mili. Dr. Gita khanna mam ka treatment bahut achha raha .hamko yahan २ saal pahle bhi behtar ilaj mila aur putr ki prapti hui thi. ham sabhi ka bahut bahut dhanyawad kahna chahte hain.
Dr. Anil Khanna sir ke under mera treatment hua hai( GB stone surgery)Aur main puri tarha swasth hun mujhe koi kathinai nhi hui. Hospital mein sabhi karmchariyon dwara behtar dekhbhal aur ilaaj Mila. dhanywad ajanta team.
Ajanta hospital lucknow me mere bachche ka ilaj hua jahan dr.dhannjay ki dekh rekh me dr. A.K.Ray dwara mere bachche ka safal ilaj kiya gaya aur mera bachcha bilkul thik ho gaya mai sabhi logo dr.ko dhanyawad karata hu
Ajanta hospital ki emergency sewaon se main bahut santusht hun mujhe der raat bhi bahut achhe se attend kiya gaya. Sabhi ne bahut achhi dekhbhal ki aur aaj main suwasth ho ke khushi khushi ghar laut raha hun. … ज़्यादा
Hospital mein bahut hi saaf safai rahti hai. Ek baar bolne se hi kaam ho jata hai mareez ko bilkul takleef nhi hoti uske sabhi kaam asaaani se ho jate hain. Dr. Gita mam ka treatment luckhnow mein sabse best hai.
Ajanta hospital ki sabhi suvidhayen santosh janak thin. Hamein yahan per koi bhi kathinai nhi hui. Sab staff ka behaviour bahut achha tha. Doctor aur nurses ne samay pe akae hamre mareez ko dekha aur ilaj kiya.
Dr. A.k. Awasthi bahut acche doctor hai mai bahut santoost hu inke treatment se sab se jyada mujhe body sujan me rahat mili. Aur dengue ke karan platelets me bhi rahat mili.behtreen ilaj dengue ka prapt hua.
Ham ajanta hospital ki sabhi ilaj aur sewaon se santusht hain.hamein yahan koi kathinai nhi hui. Doctor aur nurses ne samay samay per ake dekh bhal ki.saaf safai aur management bahut achha hai. dhanyawad.
Dr. Dhanajay sir is very good child specialist. Unka vevhaar bahut achha hai aur ameer ho ya gareeb sabka ek barabar ilaj hota hai . Hamar pura parivar unko aur unki team ko dil se dhanyawad kahte hain.
Ajanta hospital mein Dr. Gita khanna ke ilaj se ham puri tarha santusht hain. Sabhi nursing staff tatha Anya doctors se bahut achhi dekhbhal mili.suppoting ka bahut aham roll Raha. Thanks ajanta team
Dr.A.k. Awasthi sir ka behaviour aur treatment bahut achha Laga.nursing staff cooperative hai. Anya sewayen bahut Uttam thain saaf safai pe khas Dhyan diya jata hai. All services are excellent.
Geeta khanna is the best dr of ajanta and kafi gareebo ki help karti hai bahut khusi mili unse bat karke achi tarah samjhati bhi hai kafi help karti hai thank you geeta mam megha mam thanks
Dr. Anil khanna sir ke dwara bahut behtar ilaaj mariz ko Diya Gaya. Dr. Anil khanna bestgastroenterologist hain. Sabhi suvidhayen samay per prapt hui. Hamko yahan koi kathiyani nhi hui.
Hospital mai sab kuch sahi se or timely hota hai pure staff ka nature bhut acha tha sfaai bhi rheti hai hospital mai.. Doctor bhi bhut aache hai Nurse bhi aachi hai
Dr Geeta mam ka medicine bhut hi costly hai one week ka 10000 in normal pregnancy checkup aur test + fee alag se ek normal family ko 50000 per month bhut jyada hai
dr. gita mam bahut योग्य dr. है और सब अच्छा एवं जिम्मेदारी से करती है और सब सीनियर डॉ. भी बहुत अच्छे है सब नर्स भी अछा vyahar करती है...सब का बहुत धन्यवाद है..
Ham Ajanta hospital ilaj aur dekhbha se bahut khush hain ham apne mariz ko purn Roop se swasth hone per Ghar le ja Rahe hain. Yahan bahut Acha ilaj uplabdh hai
Ajanta hospital bahut hi Acha Hai.yha marigo ki dekh bhaal bahut ache Se hoti Hai.hospital me saaf- safi bhi khoob rahti Hai. Yha ka staff bhi bahut Acha Hai.
Dr. Ashish jaiswal ( medicine) ke ilaj se ham bahut santusht Hain hamein sabhi dekhbhal aur suvidhayen smay samay per prapt huin. Sabhi ko mera dhanyawad.
Dr Dhananjay bahut acche doctor hai bahut supportive hai hai aur Ajanta hospital ki staff nurse ki bahut supportive hai bahut corporate karti hai dhanyvad
Ham yahan ke ilaaj dekhbhal aur sabhi suvidhaon se santusht hain. Dr.gita Khanna mam ka ilaaj bahut achha Raha. Ham purnroop se santusht hain. Dhanyawad.
Dr. Anil Khanna Sir Hame Ajanta Hosp me bahut achchha treatment mila Specially aap ke dwara diya gaya treatment aur aap ka vyavhar saraniya raha Thanks
Dr. A. K. Awasthi sir ke treatment se ham santusht hain. Nursing care bahut achhi rahi hai. Hospital mein daily saf safai pe adhik dhyan diya jata hai.
Ishwar ka doosra roop hain Dr.anil Khanna sir. mujhe 200 percent satisfaction hai...i will recommend to everyone. He is a best surgeon & consultant.
Ajanta hospital swachh evam shanti poorn watawaran se paripoorn hai.Dr. Anil khanna sir aur anya doctors tatha nurson ka bahut madhur wyahvar raha.
Nursing sewa uttam hai. Saaf safai bahut achhi hai. Dr. A.k. awasthi, Dr. Sakshi jain ka ilaj bahut behtar hai( medicine & nephrologist)
Ilaaj dekhbhal tatha sabhi suvidhayen bahut achchi thin.Dr. dhananjay sir ke treatment se ham bjhut santush hain. Dhanyawad. …
Hostel bahut achcha yahan ka staff hi bahut achcha hai ,Dr Gita khanna bhut achchi doctor hai ,yaha ka manegement bhut accha hai
Samay samay per hospital mein behtar ilaj uplabdh karaya gaya sabhi staff ne bahut help ki. Sabhi ko bahut bahut dhanyawad.
Fraud hospital hai logo ko lutne ka kaam karte hai khas kar tpa wale patient ko tha ilaj karana matlab Dr ki jeb bharna
Dr .geeta khanna Dr geeta khanna ka treatment bahut acha raha staf bhi bahut ache rahe achi service mili hai .Thanku
Dr. गीता खन्ना जी के द्वारा बहुत ही अच्छे तरीके से इलाज किया गया है तथा किसी भी प्रकार की कोई समस्या नहीं हुई है।
Hamein Yahan kisi prakar ki samasya ka samna nhi Karna para. Bahut achha ilaaj prapt hua. Ham bahut santusht hain
Sara treatment bhut hi accha tha, dr or staff ne bhut dhyan rakha. Mujhe yha treatment krwa kr santushti mili
Dr.Geeta khana my experience was too good.doctor and nurseing staff Bhi bhut hi acha or sapot karne wala h.
बहुत ही अच्छा हैं सबका अजंता अस्पताल के द्वारा एक बेटी 2016 में मिल चुकी है पूरी टीम का बहुत बहुत धन्यवाद
इमरजेंसी केश के लिए बहुत ही खराब हास्पिटल! पहले हां जब केश बिगड़ जाता है तो न कर बाहर भेज देते हैं!
Hospital aur dorctor aur staff bhut acche hai aur caring hai ,mai sabko yaha aane ka sujhao dungi
Dr. Anil Khanna sir ke treatment se ham santusht Hain. Nursing care & other facilities was good.
Ham yahan ki sabhi suvidhaon se santusht hain .hamare patient ko behtreen ilaajaur dekhbhal mili
mere bacche ka ilaaj Dr khanajay ke dwara kiya gya bhut acche Dr hai aur Staff bhi bhut achha h
Aaj tk ka jo bhi huaa hai bhut achha huaa hai....Dr. Geeta Khanna bhut achi doctor hai....
सभी सुविधाएं समय पर प्राप्त हुईं हम hospital के इलाज से पूर्ण रूप से संतुष्ट हैं धन्यावाद
Sahi suvidhayen aur ilaaj santosh janak tha hamein Yahan behtar dekhbhal mili. Dhanyawad
Dr. Dhananjay Kumar is best paediatric (Hall. B) in Ajanta Hospital Alambagh Lucknow
Yaha hame bahut achha lga yahq ye hospital kafi achhe hai thank you Anil khana sir
हमे जोब चाहिए My name is Fatima Rais Ansari My date of birth 8/12/2001 … ज़्यादा
यहाँ की सारी व्यवस्था सुविधाजनक हैं और डॉक्टर समेत सभी स्टॉफ व्यवहारकुशल हैं।
Gita mam is very good. Vo apne patient ka family ki tarah dhyaan rakhti h.
Accha hospital h mera ilaaj bahut accha hua dr Anil khanna sir best dr h
Dr gita khanna bhut achi doc h.... bhut acha experiences raha hai....
अजंता हॉस्पिटल बहुत ही अच्छा हॉस्पिटल है यहां हम कई बार आ चुके हैं
Yaha sb kuch bhot achha hai yaha aake hum happy huye geeta ma'am
Bahut achcha hospital hai yahan Ke doctor bhi bahut acche Hai
Dr. Geeta khanna maam thanks mujhe yaha aake achha lga …
Yaha pe hamein behtar ilaaj aur suvidhayen prapt huin
Yaha ka ilaaj accha h doctor aur nurse coprative h
1523 reviews
Health City Hospital Road, NH-A/B, Vijay Khand Rd, Vijay Khand 2, Gomti Nagar, Lucknow, Uttar Pradesh 226010, India
868 reviews
V25F+MHW, Institutional Area, Viraj Khand Rd, Viraj Khand - 5, Viraj Khand, Gomti Nagar, Lucknow, Uttar Pradesh 226010, India
863 reviews
Tondan Marg, near Safed Masjid, Dubagga, Lucknow, Uttar Pradesh 226003, भारत
858 reviews
Tondan Marg, near Safed Masjid, Dubagga, Lucknow, Uttar Pradesh 226003, India
664 reviews
C-42 & B-55, Mandir Marg, Mahanagar Extension, Mahanagar, Lucknow, Uttar Pradesh 226006, भारत
619 reviews
Tedhi Pulia Ring Rd, Adarsh Nagar, Kalyanpur, Lucknow, Uttar Pradesh 226022, India
483 reviews
Captain Manoj Pandey, 5, Gomti Nagar Bypass Rd, Vishal Khand, Gomti Nagar, Lucknow, Uttar Pradesh 226010, India
463 reviews
Harikansh Garhi Raibareli, Raebareli - Lucknow Rd, Lucknow, Uttar Pradesh 226301, India
407 reviews
Amar Shaheed Path, Sector-7, Sector 7, Gomti Nagar, Lucknow, Ahmamau, Uttar Pradesh 226001, भारत